Hajre Aswad
Hajre Aswad Ye Pathar Khana kaba main Rukne Yamni ki samt Laga hua hai aur
ye wo samt hai jo Pakistan ki janib hai.Yani Pakistan me Parhi jane wali namaz
Hajre Aswad k samne Parhi jati Hai."Ye jannat se ameen par utara gya tha.
2 Kadam
Sirf 2 Kadam Door har Kinara hoga,
Socho kitna Khubsurat ye Nazara hoga,
Bas Dil jo kahe uuse Karna Dimag se,
Fir Dekhna jo Sochoge wo Tumhara hoga.
Hasraton ke Jahan
Hasraton ke Jahan mePhir dhuan uthne laga
Pyar me nakam dil jalane laga
Kya khoob sajaya logon ne janaza mera
Ki ab janaze me bhi dum ghutane laga.
Kabhi Hosla
Kabhi hosla bhi azzma lena chahiye
Bure waqt mein bhi muskurana chahiye
Aur jab saat din bhi naa mite khujli
Toh aath wae din naha lena chahiye.
Din Guzr Gaya
Din Guzar Gaya Hai Intezaar Mai
Raat Guzar Gayi Intezaar Mai
Naya Saal Mubark Ho Aapko
Ye To Beet Gaya Aapke SMS K Intezar Mai
Har EK
Har ek sajda Maqbol-e-khuda ho jaye
appki dua ke sanq rab ki raza hu jaye
mile appko woh khusyan
ki har gham
app se khafahu jaye
Mana K Bura Hon
Mana k bura hoon magar itna bhi nahi
Kuch nazron se gira hoon magar itna bhi nahi
Koi koshish to kare mujhe sametny ki
Main toot k bikhra hoon magar itna bhi nahi…
Kon kehta hai hum waqif nahi Adab-e-Muhabbat se shakar
Thora sa bewafa houn magar itna bhi nahi
YAD
Ata Hai Yad Wo school Ka Zamana,
Wo Misso Ki Hatana Phir Madam K Pas Jana
Wo Ek Dosre Ko Bachana,
Koi Ek Pareshan Ho To Sab Ka Mil K Samjana
Wo 7 Beth Kar Hasna Muskurana,
Shararat Kar K Chup Jana
Wo Urdu Aur Islamiat K Peri0d Me Sojana
Miss K Jane K Bad ‘Pakau’ Ka Nara Lagana
Na Bhulay Gye Wo Din Aur Na Batain,
Agar Kuch Hai To Bas Yadain He Yaden
Dosti
Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata,
Humse tuta hua sisa dekha nahijata.
Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper,
Humse tera utra hua chehara dekha..
No comments:
Post a Comment